Monday, 27 July 2015

Pakiatan ne India ka Jasoos Drone gira diya

Listeners aap ye tu pata hi hoga ke Pakistan ne India ka drone gira diya tha jo k Pakistani hadood main dakhil hoa tha. Magar India ne ye kaha tha k ye drone hamara nahe hai. Last night Pakistan ne kuch Photographs release kiya hain jin se ye zahir ho gaya hai ke wo Drone india hi ka tha.

No comments:

Post a Comment