Tuesday 28 July 2015

India ne Bomb blast ka ilzaam Pakiatan per laga diya

Ak bar Phir India ne apne mulk main hone wali dehshat gardi ka ilzam.Pakistan per laga diya. Es dafa India main dehshatgardo ne 10 persons ko halaak kiya.
India ka kehna hai k wo terrirest  Pakistani thay. Ak baar phir ye sabit ho gaya k India main agar pata bhi hil jaye tu us ka ilzam bhi Pakistan per lagaya jata hai.
India ko chahiye k wo es tarha ki policy se ijtanab kare q k ye duno mulko ke liye dangerous Hai.

Monday 27 July 2015

Pakiatan ne India ka Jasoos Drone gira diya

Listeners aap ye tu pata hi hoga ke Pakistan ne India ka drone gira diya tha jo k Pakistani hadood main dakhil hoa tha. Magar India ne ye kaha tha k ye drone hamara nahe hai. Last night Pakistan ne kuch Photographs release kiya hain jin se ye zahir ho gaya hai ke wo Drone india hi ka tha.